Asrar Alam wrote a book "Crises of Islamic History" Ummat Ka Bohran (امت کا بحران), where in this book he mentioned many critical events from Islamic History , even he pointed tragic events in Era of Prophet Muhammad PBUH, but as we know , Asrar Alam does not write any thing by his own but he used references of Historical Books which contains same issues about our Islamic Legends. Javed Kaleem penned down an article about a point
"Controversy of Caliphate".
You may Watch An Arabic TV serial with English Subtitles about Life of 2nd Caliph of Believers Hazrat Umar (Omar) R.A son of Khattab.
امت کا بحران کتاب میں اسرار عالم صاحب نے کوئی بھی چیز اپنی طرف سے نہیں لکھی، انہوں نے تمام واقعات و سانحات حوالوں کے ہمراہ اس کتاب میں نقل کئے ہیں۔ یہ کتاب لکھنے کا انکا مقصد صرف اور صرف امت کے نوجوانوں کو یہ بتانا ہے کہ امت میں ایسے بیسیوں مواقع گذرے ہیں کہ جن کا تاحال کبھی کوئی احساس نہیں کیا گیا اور نہ انکی تہہ تک پہنچنے کی کوشش کی گئی۔ اس لئے امت میں بے شمار ایسے واقعات ہیں جن کی از سر نو تحقیق و تفتیش ہونی چاہئے اور اس مقصد میں اسلام کا نصب العین فراموش کرنے والا مسلمان نہیں ہوسکتا
Dear Asghar Sahib, mujhy lgta hy k ap ny Umat ka buhran ghaur sy nhe parhee?
asrar saheb boht nek aur shareef insan hain, unki sb batain theek hain
Mullao ki pajamia dheeli kar di
السلام علیکم۔۔۔۔ پلیز اسرارعالم کی کتاب سرسیدکیبصیرت کے جواب میں لکھی گئی مولانا سید سلمان حسینی ندوی کارسالہ بھی اپلوڈ کریں تاکہ اسرارعالم کا موازنہ کیاجاسکے
Suelaman nadwi sb ka likha bewkoofun waali tahreer h......sehatmand tanqeed k bajaye tonting k language me likhi hai puri tahreer.....wo us kitaab ka jawaab nai ,bas itna samajh lein k khisyahat me likhi hui kitaab h.......totally in madarsa tone
Are bahi Nadwi ne jahilana tahreer likhi hai woh to khud uljha hua lagta hai Uski jahilaana tahreer parh kar dekh lo
assalaam alaikum
mene asrar alam sahab ki lg bhag sabhi kitaabe padi hai
per unki ye kitaab sir syed ki baseerat na to unki pichle kitaab se match khaati hai aur na hi unki kisi audio lectures se
mein samjhne se qasir hu ki koi shaqs itna bada u turn kaise le skta hai
ek taraf aap unki purani tahrir uthaye ya lecture hi sun le jisme wo syed qutb syed ahmed barelvi aur shah wali ko baht bada intellectual kah rahe hai aur dusri taraf inki ye kitab jisme wo unhe yahudi ya bartanvi saazish kah rahe hai"
aisa maloom hota hai ki inki ye kitaab shayad hijack ho gayi hai aur yahudi saazish ki shikaar ho gayi
jab tk asrar alam sahab ki koi nayi audio ya unka koi wazahati clip saamne nahi aata hamein is kitaab ko unki taraf mansoob nahi karna chahiye
Sir syed ki baseerat ki kitaab ko Asrar Alam ki kitaab smjh k na prha jae q k unhony na hi yh kaha k yh unki kitaab hy or na hi kisi musaddiqa zarye sy pata lga k yh Asrar sahab ny likhi.
Yh kitaab Asrar sahab k khlaaf saazish bh ho skti.
Wallahu yalamu
Aap k paas 'Alam e Islam Ki akhlaaqi soorat e haal hy"?
Mei NY israr Sahab ki ek kitab Marka dajal e Akbar prhi thi os k bd mene baqi books k name dekhe Jo unho ne likhi Hain ....us me Sr Syed ki bsert nami kytab dekh k mujy buht herani hoi Sirf Khali nam prh k ....k Jo bnda ek book me asy nzryat pesha krta hai Jo blkl angrez mukhlif hon or dosri trf angrez my himayati KY nam pr kitab bhi likhy ye to Kuch gar barh lgti
Thanks and that i have a tremendous proposal: How Many Home Renovation Shows Are There home addition construction